Pitty ki patri
Pitty ki patri zyada tar ladies ko hoti hai kyuki ladies aksar paishab ko rukti hai is ke liya ghabrana nahi hai Pitty ki patri main jo takleef hai wo is tarah hai pait main dard hona left sight main aur hath pair main akdas rahte hai aur back sight main bhi akdas rahti iska Ayurvedic ilaaj bahut aasan aur simple hai chalo ilaaj ki baat karte hai sabse pahle hum sawwa kilo ka safed pyaz lele aur oske chilke nakalkar mixer mein pisle oske baad kapde main dalkar chanle saf iske baad bail gai ya bakri ke gale mein jo kaudi bandhte hai ose le 4 kaudi le isko subah se pyaz ke pani main saf karke dalde sham tak kaudi pighal jayengi iske baad roz subah niyaar pait aik kup roozana aik mahina piye isse aapki patri mukammal nikal jayegi
Comments
Post a Comment